ARSH KI AQL DANG HAI Lyrics (By Aala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Qadri Radiyallahu Ta’ala Anho)
ARSH KI AQL DANG HAI Arsh ki aql dang hai charkh meiñ aasmaan hai Jaan e muraad ab kidhar haaye tera makaan hai Bazm e sana e zulf meiñ meri uroos e fikr ko Saari bahaare hasht khuld chhota sa itr daan hai Arsh pe jaake murg e aql thak ke gira