WAAH KYA MARTABA Lyrics (By Aala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Qadri Radiyallahu Ta’ala Anho)
WAAH KYA MARTABA Waah kya Martaba Aye Gaus hai Baala Tera Oonche Oonchoñ ke Saroñ se Qadam Aala Tera Sar Bhala kya koi Jaane ke hai kaisa Tera Auliya malte haiñ Aankheiñ wo hai Talwa Tera Kya dabe jis pe Himaayat ka ho panja Tera Sher ko Khatre meiñ laata nahi Kutta […]