DILKO UN SE KHUDA JUDA NA KARE Lyrics (By Aala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Qadri Radiyallahu Ta’ala Anho)
DILKO UN SE KHUDA JUDA NA KARE Dil ko un se khuda juda na kare Bekasi loot le khuda na kare Is meiñ rauza ka sajda ho ke tawaaf Hosh meiñ jo na ho wo kya na kare Sab tabiboñ ne de diya hai jawaab Aah Isaa! agar dawaa na kare