SUBHA TAIBA MEIÑ HUI Lyrics (By Aala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Qadri Radiyallahu Ta’ala Anho)
SUBHA TAIBA MEIÑ HUI Subha Taiba meiñ hui bat-ta hai baada Noor ka Sadqa lene Noor ka aaya hai taara Noor ka Baaghe Taiba meiñ suhana phool phoola Noor ka Mast boo haiñ bulbuleiñ padhti haiñ kalma Noor ka Baarhviñ ke chaand ka mujra hai sajda Noor ka Baaraa burjoñ se jhuka