CHAMAK TUJH SE PAATE HAIN Lyrics (By Aala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Qadri Radiyallahu Ta’ala Anho)
CHAMAK TUJH SE PAATE HAIN Chamak tujh se paate haiñ sab paane wale Mera dil bhi chamka de chamkaane wale Barasta nahiñ dekh kar abr-e-rehmat Badoñ par bhi barsa de barsaane wale Madine ke khitte khuda tujh ko rakhe Gariboñ faqiroñ ke thehraane wale Tu zinda hai wallaah tu zinda hai […]