GUZRE JIS RAAH SE Lyrics (By Aala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Qadri Radiyallahu Ta’ala Anho)
GUZRE JIS RAAH SE Guzre jis raah se wo Sayyide waala hokar Reh gayi saari zameeñ ambar e saaraa hokar Rukhe anwar ki tajalli jo qamar ne dekhi Reh gaya bosa dehe naqsh e kafe pa hokar Waa e Mehroomi e qismat ke maiñ phir ab ki baras Reh gaya hamrahe zawwaare