HIRZE JAAÑ ZIKRE SHAFA’AT Lyrics (By Aala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Qadri Radiyallahu Ta’ala Anho)
HIRZE JAAÑ ZIKRE SHAFA’AT Hirz e jaañ Zikr e Shafa’at kijiye Naar se bachne ki soorat kijiye Un ke Naqshe paa pe gairat kijiye Aañkh se chhup kar ziyaarat kijiye Un ke dar par jaise ho mit jaaiye Naa Tawaano! kuchh to himmat kijiye Pher dije panja e deve la’eeñ Mustafa