WOH SARWARE KISHWAR E RISAALAT Lyrics (By Aala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Qadri Radiyallahu Ta’ala Anho)
WOH SARWARE KISHWAR E RISAALAT Wo sarware kishware Risaalat jo arsh par jalwagar huwe the Naye nirale tarab ke saamaañ Arab ke mehmaan ke liye the Bahaar hai shaadiyaañ mubarak chaman ko aabaadiyaañ mubarak Malak falak apni apni lai meiñ ye ghur Anaadil ka boltey the Wahaañ falak par yahaañ zameeñ meiñ