SAR SOOYE RAUZA JHUKA Lyrics (By Aala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Qadri Radiyallahu Ta’ala Anho)
SAR SOOYE RAUZA JHUKA Sar sooye rauza jhuka phir tujh ko kya Dil tha saajid najdiya phir tujh ko kya Baith-te uth-te madad ke waaste Ya Rasoolallah kaha phir tujh ko kya Be khudi meiñ sajda e dar ya tawaaf Jo kiya achha kiya phir tujh ko kya Un ko tamleek-e-maleekul