Date: Fri 30 Oct 2026 /

30-Oct-2026 20-Jamadi'al Ula-1448

Raza Academy

YA RASOOLALLAAH AAKAR DEKH LO Lyrics (By Aala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Qadri Radiyallahu Ta’ala Anho)

YA RASOOLALLAAH AAKAR DEKH LO   Ya Rasoolallaah aakar dekh lo Ya Madine meiñ bulaakar dekh lo   Saikdoñ ke dil munawwar kar diye Is taraf bhi aañkh uthaakar dekh lo   Kalma padhte ji utheiñ murde abhi Jaan e Isa lab hilaakar dekh lo   Chhede jaate haiñ humeiñ munkar nakeer Gor meiñ tashreef

YA RASOOLALLAAH AAKAR DEKH LO Lyrics (By Aala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Qadri Radiyallahu Ta’ala Anho) Read More »

TUMHIÑ NE TO KIYA HUM KO MUSALMAAÑ Lyrics (By Jameel e Qadri Rehmatullahi Ta’ala Alaih)

TUMHIÑ NE TO KIYA HUM KO MUSALMAAÑ   Tumhiñ ne to kiya hum ko musalmaañ Ya Rasoolallaah  Tumhiñ to ho hamaara deen o Imaañ Ya Rasoolallaah    Na bhoole aur na bhoologe qiyaamat tak gulaamoñ ko Na kyuñ hoñ ahlesunnat tum pe qurbaañ Ya Rasoolallaah    Liwa ul hamd ke neeche bane Maula qiyaamat meiñ

TUMHIÑ NE TO KIYA HUM KO MUSALMAAÑ Lyrics (By Jameel e Qadri Rehmatullahi Ta’ala Alaih) Read More »

KAR LO MAQBOOL YA RASOOLALLAAH Lyrics (By Jameel e Qadri Rehmatullahi Ta’ala Alaih)

KAR LO MAQBOOL YA RASOOLALLAAH   Kar lo Maqbool Ya Rasoolallaah  Ye meri iltija Rasoolallaah    Bani e majlis e mubarak ko Dejiye behtar silaa Rasoolallaah    Jitne Sunni Shareek e Majlis haiñ Sab pe kar do ataa Rasoolallaah    Aap ke aastaañ ke bande haiñ Bakhsh do har khataa Rasoolallaah    Har Museebat meiñ

KAR LO MAQBOOL YA RASOOLALLAAH Lyrics (By Jameel e Qadri Rehmatullahi Ta’ala Alaih) Read More »

AHMED RAZA KHAÑ QAADRI Lyrics (By Jameel e Qadri Rehmatullahi Ta’ala Alaih)

AHMED RAZA KHAÑ QAADRI   Aabru e Mominaañ Ahmed Raza Khañ Qaadri Rehnuma e Gumrahaañ Ahmed Raza Khañ Qaadri   Ilm meiñ behr e rawaañ Ahmed Raza Khañ Qaadri Deen meiñ gauhar fishaañ Ahmed Raza Khañ Qaadri   Ilm ke haiñ Gulsitaañ Ahmed Raza Khañ Qaadri Baag e Deeñ ke gulfishaañ Ahmed Raza Khañ Qaadri

AHMED RAZA KHAÑ QAADRI Lyrics (By Jameel e Qadri Rehmatullahi Ta’ala Alaih) Read More »

TABEE’AT AAJ KYUÑ AISI RASAA HAI Lyrics (By Jameel e Qadri Rehmatullahi Ta’ala Alaih)

TABEE’AT AAJ KYUÑ AISI RASAA HAI   Tabee’at Aaj kyuñ aisi rasaa hai Ke Khud apni zabaañ par Marhaba hai   Sabaa kyuñ is qadar itra rahi hai Chaman meiñ kaun sa guncha khila hai   Anaadil gaa rahe haiñ kyuñ taraane Ye kaisa shaad har shaah o gadaa hai   Ye kaise Shaadiyaane baj

TABEE’AT AAJ KYUÑ AISI RASAA HAI Lyrics (By Jameel e Qadri Rehmatullahi Ta’ala Alaih) Read More »

WAAH KYA MARTABA Lyrics (By Aala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Qadri Radiyallahu Ta’ala Anho)

WAAH KYA MARTABA   Waah kya Martaba Aye Gaus hai Baala Tera Oonche Oonchoñ ke Saroñ se Qadam Aala Tera   Sar Bhala kya koi Jaane ke hai kaisa Tera Auliya malte haiñ Aankheiñ wo hai Talwa Tera   Kya dabe jis pe Himaayat ka ho panja Tera Sher ko Khatre meiñ laata nahi Kutta

WAAH KYA MARTABA Lyrics (By Aala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Qadri Radiyallahu Ta’ala Anho) Read More »

HUM KHAAK HAIÑ AUR KHAAK HI Lyrics (By Aala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Qadri Radiyallahu Ta’ala Anho)

HUM KHAAK HAIÑ AUR KHAAK HI   Hum khaak haiñ aur khaak hi maawa hai hamara Khaaki to wo Aadam jadde Aala hai hamara   Allah hameiñ khaak kare apni talab meiñ Ye khaak to Sarkaar se tamga hai hamara   Jis khaak pe rakhte the qadam Sayyide Aalam Us khaak pe qurbaañ dil e

HUM KHAAK HAIÑ AUR KHAAK HI Lyrics (By Aala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Qadri Radiyallahu Ta’ala Anho) Read More »

GAM HO GAYE BESHUMAAR AAQA Lyrics (By Aala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Qadri Radiyallahu Ta’ala Anho)

GAM HO GAYE BESHUMAAR AAQA   Gam ho gaye beshumaar Aaqa Banda tere nisaar Aaqa   Bigda jaata hai khel mera Aaqa Aaqa sañwaar Aaqa   Mañjdhaar pe aake naav doobi de haath ke hooñ maiñ paar Aaqa   Tooti jaati hai peeth meri Lillah ye bojh utaar Aaqa   Halka hai agar hamara palla

GAM HO GAYE BESHUMAAR AAQA Lyrics (By Aala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Qadri Radiyallahu Ta’ala Anho) Read More »

LUTF UN KA AAM HO HI JAYEGA Lyrics (By Aala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Qadri Radiyallahu Ta’ala Anho)

LUTF UN KA AAM HO HI JAYEGA   Lutf un ka Aam ho hi jayega Shaad har naakaam ho hi jayega   Jaan dedo waada e deedar par Naqd apna daam ho hi jayega   Be nishaanoñ ka Nishaañ mit-ta nahiñ Mit-te mit-te naam ho hi jayega   Yaade gesoo zikr e Haq hai aah

LUTF UN KA AAM HO HI JAYEGA Lyrics (By Aala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Qadri Radiyallahu Ta’ala Anho) Read More »

LAM YAATI NAZEERUKA FEE NAZARIN Lyrics (By Aala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Qadri Radiyallahu Ta’ala Anho)

LAM YAATI NAZEERUKA FEE NAZARIN   Lam yaati nazeeruka fee nazarin misle to na shud paida jaana Jag raaj ko taaj tore sarso hai Tujhko shahe doosara jaana   Albahru ala wal mauju tagaa mann bekas o toofañ hosh ruba Manjhdar meiñ hooñ bigdi hai hawa mori nayya paar laga jaana   Ya shamsu nazarti

LAM YAATI NAZEERUKA FEE NAZARIN Lyrics (By Aala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Qadri Radiyallahu Ta’ala Anho) Read More »

Scroll to Top

Moon Sighting

.