LAM YAATI NAZEERUKA FEE NAZARIN
Lam yaati nazeeruka fee nazarin misle to na shud paida jaana
Jag raaj ko taaj tore sarso hai Tujhko shahe doosara jaana
Albahru ala wal mauju tagaa mann bekas o toofañ hosh ruba
Manjhdar meiñ hooñ bigdi hai hawa mori nayya paar laga jaana
Ya shamsu nazarti Ila lailee chu ba taiba rasi arze ba kuni
Tori jot ki jhaljhal jag meiñ rachi mori shab ne na din hona jaana
Laka badrun fil wajhil ajmal khat hala e mah zulf abre ajal
Tore chandan chandra paro kundal rehmat ki bharan barsa jaana
Ana fee atashinw wa sakha ka atam aye gesuye paak aye abre karam
barsan haa re rimjhim rimjhim do boond Idhar bhi gira jaana
Ya qafilatee zeedee ajalak rahme bar hasrate tishna labak
Mora jiyara larje darak darak taiba se abhi na suna jaana
Al qalbu Shahinv wal hammu shujooñ dil zaar chunañ jaañ zere chunooñ
Pat apni bipat maiñ ka se kahooñ mora kaun hai tere siwa jaana
Arruhu fida ka fazid harqaa yak shola digar barzan ishqa
Mora tan man dhan sab phooñk diya ye jaan bhi pyare jala jaana
Bas khama e khaame nawa e RAZA na ye tarz meri na ye rang mera
Irshad e ahibba naatiq tha naachaar is raah pada jaana
Post Views: 9