NE’AMTEIÑ BAÑT-TA JIS SAMT WO ZEESHAN GAYA Lyrics (By Aala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Qadri Radiyallahu Ta’ala Anho)
NE’AMTEIÑ BAÑT-TA JIS SAMT WO ZEESHAN GAYA Ne’amateiñ Bañt-ta jis samt wo zeeshan gaya Saath hi munshi e rehmat ka qalamdaan gaya Le khabar jald ke gairoñ ki taraf dhyan gaya Mere Maula mere Aaqa tere qurbaan gaya Aah wo aañkh ke naakaame tamanna hi rahi Haaye wo dil jo tere dar