Date: Fri 14 Aug 2026 /

14-Aug-2026 2-Rabi'al Awwal-1448

English

NA HO AARAAM JIS BEEMAAR KO Lyrics (By Ustad e Zaman Allama Hasan Raza Khan Bareilvi)

NA HO AARAAM JIS BEEMAAR KO   Na ho aaraam jis beemaar ko saare zamaane se Utha le jaaye thodi khaak un ke aastaane se   Tumhaare dar ke tukdoñ se pada palta hai ek Aalam Guzaaraa sab ka hota hai isi mohtaaj khaane se   Shab e Asra ke dulha par nichhaawar hone waali […]

NA HO AARAAM JIS BEEMAAR KO Lyrics (By Ustad e Zaman Allama Hasan Raza Khan Bareilvi) Read More »

MURADEIÑ MIL RAHI HAIÑ SHAAD SHAAD UN KA SAWAALI HAI Lyrics (By Ustad e Zaman Allama Hasan Raza Khan Bareilvi)

MURADEIÑ MIL RAHI HAIÑ SHAAD SHAAD UN KA SAWAALI HAI   Muradeiñ mil rahi haiñ shaad shaad unka sawaali hai Laboñ par ilteja hai haath meiñ Rauze ki jaali hai   Teri soorat teri seerat zamaane se niraali hai Teri har har adaa pyaare daleel e bemisaali hai   Bashar ho ya malak jo hai

MURADEIÑ MIL RAHI HAIÑ SHAAD SHAAD UN KA SAWAALI HAI Lyrics (By Ustad e Zaman Allama Hasan Raza Khan Bareilvi) Read More »

KAREY CHAARAA SAAZI ZIYAARAT KISI KI Lyrics (By Ustad e Zaman Allama Hasan Raza Khan Bareilvi)

KAREY CHAARAA SAAZI ZIYAARAT KISI KI   Karey chaaraa saazi ziyaarat kisi ki Bhare zakhm dil ke malaahat kisi ki   Chamak kar ye kehti hai tal’at kisi ki Ke deedar e haq hai ziyaarat kisi ki   Na rehti jo pardoñ meiñ soorat kisi ki Na hoti kisi ko ziyaarat kisi ki   Ajab

KAREY CHAARAA SAAZI ZIYAARAT KISI KI Lyrics (By Ustad e Zaman Allama Hasan Raza Khan Bareilvi) Read More »

PAYAAM LEKE JO AAYI Lyrics (By Taajdaar e Ahlesunnat Huzoor Mufti e Aazam Radiyallahu Ta’ala Anho)

PAYAAM LEKE JO AAYI   Payaam leke jo aayi sabaa Madine se Mareez e Ishq ki laai dawaa Madine se   Suno to gaur se aayi sadaa Madeene se Qareeñ hai Rehmat o fazle khuda Madine se   Miley hamare bhi dil ko jila Madine se Ke mehro maah ne paayi ziyaa Madine se  

PAYAAM LEKE JO AAYI Lyrics (By Taajdaar e Ahlesunnat Huzoor Mufti e Aazam Radiyallahu Ta’ala Anho) Read More »

KAUN KEHTA HAI AAÑKHEIÑ Lyrics (By Taajdaar e Ahlesunnat Huzoor Mufti e Aazam Radiyallahu Ta’ala Anho)

KAUN KEHTA HAI AAÑKHEIÑ   Kaun kehta hai aañkheiñ churaakar chale Kab kisi se nigaaheiñ bachaakar chale   Kaun un se nigaaheiñ ladaakar chale Kis ki taaqat jo aañkheiñ milaakar chale   Wo haseeñ kya jo fitne uthaakar chale Haañ haseeñ tum ho fitne mitaakar chale   Rab ke bandoñ ko Rab se milaakar chale

KAUN KEHTA HAI AAÑKHEIÑ Lyrics (By Taajdaar e Ahlesunnat Huzoor Mufti e Aazam Radiyallahu Ta’ala Anho) Read More »

KARAM JO AAP KA Lyrics (By Taajdaar e Ahlesunnat Huzoor Mufti e Aazam Radiyallahu Ta’ala Anho)

KARAM JO AAP KA   Karam jo aap ka aye sayyed e abraar ho jaaye To har badkaar banda dum meiñ nekokaar ho jaaye   Jo momin dekhe tum ko mehrame asraar ho jaaye Jo kaafir dekh le tum ko to wo deeñdaar ho jaaye   Inaayat se mere sar par agar woh kafshe pa

KARAM JO AAP KA Lyrics (By Taajdaar e Ahlesunnat Huzoor Mufti e Aazam Radiyallahu Ta’ala Anho) Read More »

TU SHAM’E RISAALAT HAI Lyrics (By Taajdaar e Ahlesunnat Huzoor Mufti e Aazam Radiyallahu Ta’ala Anho)

TU SHAM’E RISAALAT HAI   Tu sham’e Risaalat hai aalam tera parwana Tu maahe Nubuwwat hai aye jalwa e janana   Jo saaqi e kausar ke chehre se naqaab uthe Har dil bane maikhaana har aañkh ho paimana   Dil apna chamak uthe imaan ki tal’at se Kar aañkheiñ bhi nooraani aye jalwa e janana

TU SHAM’E RISAALAT HAI Lyrics (By Taajdaar e Ahlesunnat Huzoor Mufti e Aazam Radiyallahu Ta’ala Anho) Read More »

KOI KYA JAANE JO TUM HO Lyrics (By Taajdaar e Ahlesunnat Huzoor Mufti e Aazam Radiyallahu Ta’ala Anho)

KOI KYA JAANE JO TUM HO   Koi kya jaane jo tum ho Khuda hi jaane kya tum ho Khuda to keh nahi sakte magar shaane Khuda tum ho   Nabiyoñ meiñ ho tum aise nabiyul ambiya tum ho Hasinoñ meiñ tum aise ho ke Mehboob e Khuda tum ho   Tumhara husn aisa hai

KOI KYA JAANE JO TUM HO Lyrics (By Taajdaar e Ahlesunnat Huzoor Mufti e Aazam Radiyallahu Ta’ala Anho) Read More »

SHAAHE WALA MUJHE TAIBA BULALO Lyrics (By Taajdaar e Ahlesunnat Huzoor Mufti e Aazam Radiyallahu Ta’ala Anho)

SHAAHE WALA MUJHE TAIBA BULALO   Shaahe wala mujhe taiba bulalo Taiba bulalo mujhe taiba bulalo Devdhi ka apni kutta banalo Qadmon se apne mujh ko lagalo   Sadqe meiñ sadqe meiñ sadqe bulalo Furqat ke maare ko pyare jilalo Pyare jilalo mujhe pyare jilalo Maula Jilalo mujhe aaqa jilalo   Duniya ke jhagdoñ se

SHAAHE WALA MUJHE TAIBA BULALO Lyrics (By Taajdaar e Ahlesunnat Huzoor Mufti e Aazam Radiyallahu Ta’ala Anho) Read More »

Scroll to Top

Moon Sighting

.