HAAJIYO! AAO SHAHANSHAAH KA RAUZA DEKHO Lyrics (By Aala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Qadri Radiyallahu Ta’ala Anho)
HAAJIYO! AAO SHAHANSHAAH KA RAUZA DEKHO Haajiyo! aao Shahanshaah ka rauza dekho Kaa’ba to dekh chuke kaa’be ka kaa’ba dekho Rukne shaami se miti wahshat e shaam e gurbat Ab Madina ko chalo sub-he dilaara dekho Aab e zam zam to piya khoob bujhaayiñ pyaseiñ Aao joode shah e kausar ka bhi