KARAM JO AAP KA Lyrics (By Taajdaar e Ahlesunnat Huzoor Mufti e Aazam Radiyallahu Ta’ala Anho)
KARAM JO AAP KA Karam jo aap ka aye sayyed e abraar ho jaaye To har badkaar banda dum meiñ nekokaar ho jaaye Jo momin dekhe tum ko mehrame asraar ho jaaye Jo kaafir dekh le tum ko to wo deeñdaar ho jaaye Inaayat se mere sar par agar woh kafshe pa