JAHAN BANI ATA KARDE LYRICS (By: Tajush Shariah)
Jahaañ Baani Ataa kardeiñ Jahaañ Baani Ataa kardeiñ bhari Jannat hiba kardeiñ Nabi Mukhtaar e kul hain jis ko jo chaahein ataa kardeiñ Jahaañ meiñ un ki chalti hai wo dum meiñ kya se kya kardeiñ Zameeñ ko Aasmaañ kardeiñ suraiya ka saraa kardeiñ Fazaa meiñ udne waale yuñ na itraayeiñ nida kardeiñ
JAHAN BANI ATA KARDE LYRICS (By: Tajush Shariah) Read More »








